Kiya hia Jissey Payar
Aeena
jo aeena teri soorat e aks day na mujhay
is aeenay ki tamanna kabhi rahay na mujhay
main jin ki khoj main ik umer haar betha hun
wo khushbooun kay jazeeray main kahin milay na mujhay
khuli kitan hun har lagz aeena haimera
magar wo log! jo abhi tak parh sakay na mujhay
main teray lams main tuu meray lams main ghul ja
aur is terha kau kahaber hi na na, tujhay na mujhay
0 comments:
Post a Comment